Saturday 19 April 2014

Shayad meri ladai wahi hai

Saans lena sikh rahaa hun

dil ki dhadkan sun raha hun

duniya ko dekh raha hun

logon ki sun raha hun

mujhe to yeh bhi nahin pata

ki aur kitna jina hai mujhe

aur kitna marna hai mujhe

Shayad meri ladai wahi hai................

No comments:

Post a Comment